Tasalli de k mera sabr aazmana matt
mai waz'aa daar e sitam hoo'n mujhey rulana matt
mai soch hi nahi sakta kisi k baarey mai
meri shikast ka baiis mujhey batana matt
abb aur tootney ka hausla nahi mujh mai
jamal e yaar mujhe aaina banana matt
ham ahl e ishq palatna mahaal kar dengey
hamarey sath kahee'n do qadam bhi jana matt
terey hisab se ham hairati hi atchey thai
kaha na tha k hamari samajh mai aana matt
isi zameeN mai rehNa pasand hai hamko
hamrey parr bhi nikal aayain tau urhana matt