thumin bakshi hai dil pe hukmarani aur kiya dete?
yahi thi bas humari rajdhani or kiya dete?
sitaroon se kisi ki mang bharna ik fasana hai
tumhare naam likh di zindgani or kiya dete?
wo mujh se mangta hai umar ka ik dilnashin hisa
na dete us ko hum jawani or kiya dete?
bichharte waqtus ko ik na ik tohfa to dena tha
humare pas tha aankhon mein pani or kiya dete?