Waldain Ke Huqooq (bbmc Round 3)

  • Work-from-home

Danee

Senior Member
Sep 7, 2014
652
177
343
Assalam-O-Alikum
BBMC main mera letter tha T mere Essay ka topic hai:

Waldain Ke Huqooq
Surah Bani Israil ki ayat number 23 main Allah Talah ka irshad hai:
"Aur tere rab ney huqam kar diya hai ke bajaz iss k kisi ki ibadat mat karo aur tum apnay waldain ke saath husan e salook kiya karo. Agar tere pass inn main se ek ya dono burhapay ki umar ko pohanch jayein soo inko kabhi hun bhi mat karna aur na hi inn ko jhirakana aur inn se khoob adab se baat karna."
Iss ayat main Allah Tala ney hamey wazay kar k bata diya k maa baap ki hamesha dil se izzat karni cahiyee unki koi baat pasand na bhi aye to iss liye man leni cahiyee k maa baap ka hum par haq hai woh hamey jo kahin hamey wesa hi karna hai. Ajj kal k zamany main young generation yeh samjhti hai k maa baap ki soch porany zamany ki hai unko nahi pata kya karna cahiyee isi soch ki bina par loag maa baap k faisalon ko ghalat samj kar apni man marzi karny lag jaty hain. Hamein ek baat hamesha yaad rakhni cahiyee k awal to yeh k maa baap kabhi apni ulaad ka bura na cahty woh uss ulaad k liye bura soch bhi kaisey sakty hain jis k liye unho ney din raat mehnat ki hoti hai.

Ajj kal hamary pass jo bhi facilities hain woh maa baap k hard work ka result hai woh unka hamary liye pyar woh unki hamary liye mehnat hai woh unka hum se yani apnay bachon se husne salook hai. Dosra yeh k agar kabhi unka koi faisala ghalt ho bhi to unki duaein hamary haq main uss faisaly ko behtar kar deti hain. Allah paak se farmya unko uff bhi na kaho aur hum main se aksar nujawan na farmani karny lagtyhain jo k bhut ghalt baat hai. Maa baap k haq main to hamay yeh dua seekhayi gayi hai:

"Aaye Mere Parwardigaar! Inn Par Reham Farma Jaise Ke Unho Ne Mujhe Bachpan Me Paala..."

Aulaad Par Waldain Ke bhut Ehsaan hain jis Se Kisi Ko Inkaar Nahi Hosakta:
Waldain Hi Humare Wajood Me Aane Ka Sabab Hain Aur Is Par Inn Ke Azeem Huqooq Hain, Maa Ne Bachpan Me Humari Parwarish Ki, Humari Rahat aur Aasayesh Ke Liye Hamesha Takleefein Uthai, Humari Neend Keliye khud Apni Neend Qurbaan Kardi.

Isi Tarah Baap Bhi hamari Rozi Roti Keliye Humare Bachpan Se Lekar Bade Hone Tak bhag doar Karta Raha, Aur Humari Tarbiyat Aur Rahnumaiye Karta Raha, Jabke Hum Apne Nafaa Nuqsan Ka Shourr Nahi Rakhte The.

Isi Liye ALLAH Subhana Talah Ne Aulaad Ko Waldain Ke Sath Husn Suluk Aur Shukar Guzari Ka Hukum Diya Hai. Hum Par Waldain Ka Yeh Haqq Hai Ke Hum Unn Ke Sath Huns Suluk Karein, Qwali Aur Amli Taur Par, Mall Ke Zariye Aur Jism Ke Zariye Unn Ke Sath Ehsaan Karein.
Unn Ka Kaha Manein, Unnse Narmi Ke Sath Guftagoo Karein, Unnse khandapeshani Se Paish Ayein, Unnke Shayan-e-Shaan Unnki Qidmat karein, Budhape ,Ya Beemari Ya Kamzoori Ke Waqt Unnse Tangdil Naa Hon, Aur Naa Hi Unnki Janib Se Bojh Mehsoos karein. Kal ko Hum Bhi Unhi Ke Muqaam Par Honge, Jis Tarah Woh Humare Maa Baap Hain, Agar Zindagi Rahi Toh Hum Bhi Isi Tarah Apni Aulaad Ke Saamne Budhape Ko Pohenchenge.

Jis Tarah Aaj Woh Humari khidmat Ke Zarooratmand Hain Isi Tarah Hum Bhi Apni Aulaad Ki khidmat Ke Zarooratmand Honge, Agar Hum Apne Waldain Ki khidmat Guzari Ki Hain Toh ALLAH Se Azeem Ajr aur Sawab Ki Aur Apni Aulaad Se Isi Ki Misal Badle ki Khushi Lenge. (InshaAllah)
Kyunke Jo Apne Waldain Ki khidmat Karta Hai Usski Aulaad Bhi Usski khidmat Karti Hai, Aur Jo Apne Waldain Ki Naa Farmani Karta Hai, Usski Aulaad Bhi Usski Naa Farmani Karti Hai, Badla Amal Hi Se Hota Hai, Jaisa Karoge Waisa Paaoge.........

@Huree @Rashk-E-Hina @Parisa_ @Guriya_Rani
app loag baqi sab ko bhi tag kar dean please
@Fanii @Shiraz-Khan
@Don @Pari @Hoorain @RedRose64 @Mahen @STAR24 @*Sarlaa* @Syeda-Hilya @whiteros @namaal @Shiraz-Khan @sweet-c-chori
@Abidi @Qu33na @Iceage-TM @Toobi @i love sahabah @Prince-Farry @Babar-Azam @Princess_Nisa @babarnadeem996 @MukarramRana
@NamaL @Fa!th @MSC @Armaghankhan @yoursks @nighatnaseem21 @Fanii @lovely_eyes @Angel_A @Sweeta @Island_Jewel @LaDDan
@soul_of_silence @MIS_MaHa @junaid_ak47 @Guriya_Rani @Azeyy @Gul-e-lala @Blue_Sky @Poetry_Lover @crystal_eyez @Naila_Rubab
@shzd @p3arl @Fantasy @Atif-adi @Lost Passenger @marzish @Fahad_Awan_Huh @Pakhtoon @Mano_Doll @Iceage-TM @innocent_jannat
@Rubi @Umm-e-ahmad @Tariq Saeed @Mas00m-DeVil @Wafa_Khan @amazingcreator @marib @Zaryaab @Parisa_ @Twinkle Queen
@S_ChiragH @Binte_Hawwa @sweet_c_kuri @Masoom_girl @hariya @Seap @Pari_Qrakh @soul_snatcher @Shahzii_1 @SUMAIKA @raji35
@Aayat @italianVirus @saviou @Ziddi_anGel @Princess_E @Asheer @bilal_ishaq_786 @ShehrYaar @Umeed_Ki_Kiran @dur-e-shawar
@Rashk-E-Hina @shailina @Haider_Mk @maanu115 @Dua001 @pyaridua @Pari_Qrakh @Menaz @colgatepak @aishagull @gullubat
@Rahath @zonii @Noor_Afridi @sweet bhoot @Noorjee @Miss_Tittli @Nadaan_Shazie @seemab_khan @sameer_jan @Shoaib_Nasir
@Bela @Silent_tear_hurt @gulfishan @Manxil @Raat ki Rani @jimmyz @genuine @errorsss @raaz the secret @diya. @AshirFrhan @ujalaa
@Mantasha_Zawaar @reality @illusionist @huny @Gul-e-Pakiza @mrX @Chief @silent_heart @X_w @Ahmad-Hasan @Afsaan @UHPF
@Hudx @Flower_Flora @Zia_Hayderi @minaahil @Nikka_Raja @Aqsh_Arch @Huree @Jahanger @umeedz @amerzish_malik @Ramiz
@Amaanali @ujalaa @Fizaali @Marah @Meekaeel @mishahaider @Sabeen_27 @SharieMalik @Danee @Ocean-of-love @Arz0o @nizamuddin
@Blue-Black @phys_samar @Sameer_Khan @Dreamy Boy @Akaaaash @sona_monda @wajahat_ahmad @onemanarmy @RaPuNzLe
@DevilJin @Faiz4lyf @Charming_Deep @unpredictable2 @REHAN_UK @Muhammad_Rehman_Sabir @sweet_lily @farhat-siddiqa
@jal_pari_ @Tanha_Dil @attiya @H0mer @Dard-e-Dil @Mehar_G786 @CuTe_HiNa @shineday11 @MukarramRana @Lightman @Panchii
@Arzoomehak @MumS @HWJ @Yuxra @Naughty Girl
 
Last edited by a moderator:

Shiraz-Khan

Super Magic Jori
Hot Shot
Oct 27, 2012
18,264
15,551
1,313

Ws...
Tagging Done bro...
n Nice sharing.. gud luck :)
 
Fanii

‎Pяiиcε ♥
VIP
Oct 9, 2013
61,263
16,095
1,313
Moon

walaikum assalam .. zbrdst sharing bro .. best ov luck ..
 
Top