Wanted Wajdaan

  • Work-from-home

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
hey friends

kisi ko wajdan ka pata hai kahan ghum ho gaya hai pata nahi..kafi dayz ho gayay hain site per nahi aya...agar kisi ka us say contact hai to plz us tuk yeh baat pohnchao k sab usay miss kar rahay hain {}{r54
thankz
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
agar kisi ka bhi contact ho to plz us tuk mes sponnchay k hum sab usay bohat miss kar rahay hain {}{r54
 

Dark

Darknes will Fall
VIP
Jun 21, 2007
28,885
12,579
1,313
ma abe zinda he ho our hospital ma bade per lata late ker boor ho rha ho
per moja Doctor na to gurjana darha our na computer use karna darha ha
bhoot moskel sa hospital ka kareb wala netkafa sa post kar rha ho
ager zinda rha to zaroor aro ga ab ma jab gur jaeo ga tab post karo ga.
ager na aie to moja ap sab bhool jana .
ab sab ka bahi
Ok
allahhafiz
 

pakigirl

Newbie
Jun 3, 2007
815
12
0
37
hmmmm achaa khair ALLAH wajdan ko sehat dey maien tumhery liye duwa karongi wajdan ok ap sahi ho jao gaye plz upset nahi ho or hum ko bhi upset na karo ok
 

Dark

Darknes will Fall
VIP
Jun 21, 2007
28,885
12,579
1,313
dekho wajdaan preshaan ker k chala gaya hai

mujhay keh raha tha apei mujhay rona araha hai lakin sahi se baat bhi nahi batai main poochti hi rahi warna cell no laiti
sorey ma chala gia tha moja papa na phone kia tha ka kha chalgeia ho tum apna room sa

our ha ma apna cellnumber our phone number kese ko nahe data is ka lia sorey {}{r54 {}{5tr {}{:p
 

pakigirl

Newbie
Jun 3, 2007
815
12
0
37
hmm acha tuo ye baat hai khair ss tuo bohat hi fikar kar rahi thi k pata nahi tumhey kiay hogaya hai
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
wajdaan stupid kion sab ko bilawaja perishan kar rahay ho haan
mazak kia karo lakin stupid mazak nahi ok...kiya howa hai tumhain bilawaja k fazool bahanay bana k sab ko hansanay ki koshish achi baat nahi hai

or i think tum still mazak he kar rahay ho {}{78iu
 

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
wajdan said:
dekho wajdaan preshaan ker k chala gaya hai

mujhay keh raha tha apei mujhay rona araha hai lakin sahi se baat bhi nahi batai main poochti hi rahi warna cell no laiti
sorey ma chala gia tha moja papa na phone kia tha ka kha chalgeia ho tum apna room sa

our ha ma apna cellnumber our phone number kese ko nahe data is ka lia sorey {}{r54 {}{5tr {}{:p
acha to ye tumhara mazak tha theek hai main aainda tum baat nahi karoongi main naraz hoon

aur haan apna cell no apnay pass rakho koi mar nahi raha tum se baat kernay ko samjhay....i m serious.
 

pakigirl

Newbie
Jun 3, 2007
815
12
0
37
oho serious ....wajdan ye kiay kiay yar naraz ho gai hai ab woh tum sey ab manao us ko ..........woh tuo ap ki tabiyat ka poch rahi thi yar cell no ko goli maro yar ....ab manoa us ko dekho woh naraz ho gai {}{r54
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
Wajdan bahi a-sa mazak sahi nahi... app bata de k app kahan hai abh ss_ss ghusse se itni garam hogie k garmi hone lagi yahan pe {}{r54
 
Top