why we listen music?

  • Work-from-home

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
main nay bachpan se suna hai k moseki rooh ki ghiza hai lakin ye baat meray samajh nahi aati is ka matlab hai k music se mentally relax hota hai jab k Allah farmatay hain k dilon ka sukoon Allah k zikar main hai

ye moseeki kaisay rooh ki ghiza hosakti hai ??????

if yes then plz explain any body its logic
 

Dark

Darknes will Fall
VIP
Jun 21, 2007
28,885
12,579
1,313
???

wo to ap ko mara tara ka koi aqeel mand bata sakta ha
 

unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
Asal may bat ye hai k hum logon ney shurro say he western culture ko apna culture samjha hai or esi per amal kertey rahay hein or jaha tuk songs ki bat hai to hum logon ney shurro say he ALLAH k ahkamaat ko samjhnay ki koshish he nahi ki kabhi...Kabhi us baray may socha he nahi...Hum log thori dair ager tv waghera per islamic channels dekhtey hein to us say bari inspiration milti hai or hum kehtey hein k thik hai bhui hum to ainda aisa koch nahi karain gay but phir say wohi sab shuro ker detey hein..It happens even to me also
Mein buhat details nahi jaongi bas itna he kehna chahongi k ye sab sheetan he hai jo humain is teraf anay per majboor ker deta hai
Or jitna sakoon ALLAH k zikar may wo dunia ki ksi chez may bhi nahi mil sakta kabhi bhi..so bas hum logon ko koshish kerni chahiyay k sheetan ko apnay pas anay mut dein or zyada say zyada ALLAH TALLA ka zikar karain.
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
hmm app ne sahi kahan... or yeh baat bilko sach hai k hum j-se koi Islamic channels dekhe yah koi baat parhe or sune to tuba tuba karte hai or kehte hai doubhara nahi karainge lekin kuch daire main doubhara wohi sub shoro kardete hain
mana gana sunne se sukoon milta hoga lekin app jub bhi Allah ka zikar karainge to app ko gana sunne se bhi xadah sukoon serf zikhar Allah tallah k karne mai hi mille ga..
hum sub ko koshish karni chaye hai k hum Allah ka zikhar xadah se xadah kia karain...
 

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
Theek hai Allah app aur hum sub ko theek baat samajnay ki tofeek day
actually main nay ye topic is liya choos kia kyun k main bachpan se ye hi baat sunti arahi thi

lakin main sochti hoon k rooh ki ghiza to us baat ko kehna chaheya jis se rooh powerfull ho yani
yani hamary 3rd eye baidaar ho aur 2nd ye k agar moseeki waqai rooh ki ghiza hai to phir phir main sochti hoon ye ghiza us waqt kaam kyun nahi aati jab hum depression ka shikaar hotay us waqt dard bhara music sunnay se hum aur dukhi ho jaatay hai balk music sunnay ko dil nahi chahta
lakin us waqt hum drooday -e- paak aur Allah ka zikar kartay hain aur apni concentration ko waha kertay hain to sukoon milta hai aur tension jald hi release hojaati hai
kyun k Allah paak farmatay hain k "dilon ka sukoon to Allah k zikar main hai"
"mushkil main namaz aur sabar k kaam lo"

to us waqt ye roohani ghiza kahan hoti hai

any way main jald hi InshaAllah "ROOHANI AUR JISMANI GHIZA" par topic likhnay ki koshish karoon gi.
 

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
first of all gooood topic....

and i think ... mooseeki say jo sakooon milta hai wo i guess shetan ki taraf say hota hai .... coz muzik sunna sahi baat nahi hai ... yeh to sab ko pata hi ho ga .... or sheetan ka kaam hai hum say gahlat kaam karwana...
isi lie wo muzik say hum ko aram deta hai taa k hum muzik sunain ... isi lie logo nay keh rakha hai k musik say aram milta hai jaaab k asal aram Allah ki ebadat say milta hai ......
 

Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar
aik muslim honai k natai hum iss hee baat ko sahee bool saktai hai joo ALLAH aur quran main hai

aghar mera Rab bolta hai k aik cheaz galat hai too koi katnay bhi bolai woh aik muslim ki nazar main galat hona chiaya
 
Top