YEH DIL

  • Work-from-home

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
dil kabhi hasta hai kabhi rota hai
mujhse poochta hai ye aakhir kyon hota hai

inhi sawalon aur jawabo mein ki kashmokash mein
meri tanhaayion ka aalam hota hai

kuch to hai paas tera mere
chahe teri tanhaayian hi sahi

kya samjhe koi aashiqon ka hal
zamane ke liye to aashiq mehaj ik khilona hata hai
 
  • Like
Reactions: nrbhayo
Top