zamane ki zarorat kiya hai

  • Work-from-home

Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar
Apne jhagre main zamane ki zarorat kiya hai
Gher ko dard sonane ki zarorat kiya hai
Tum mita sakte nahin dil se mera naam kabhi
Phir kitaboon se mitane ki zarorat kiya hai
Apne jhagre main zamane ki zarorat kiya hai
Zindagi youn hi bouhat kam hai
Mohabbat ke liye
Rooth kar waqt gawane ki zarorat kiya hai
Apne jhagre main zamane ki zarorat kiya hai
Dil na mil jaye too phir aankh bacha kar chaldo
Besabab hath milane ki zarorat kiya hai
Apne jhagre main zamane ki zarorat kiya hai
Gher ko dard sonane ki zarorat kiya hai
"Woh dil hi kiya jo aap ke
milne ki dua na kare"
 
  • Like
Reactions: nrbhayo
Top