wowwwww
waalikumaslamAssalamu Alaykum Wrwb
abhi tak kisi ne kuch share nahi kiya
chalen is susti ko door karne ke liye ek sust ki kahani hi suna dete hain
waise kahania to ham likhte nahi lekin hoor didi likhna sikha diye akhir
umeed karte hain ap sab ko pasand aaye ye tooti phooti kahani
Main Sust Tha
roz ki tarah aaj bhi suraj mujh se pehle tulu ho gaya jab bahar aaya to manzar bhi roz ki tarah hi khush gawar tha thandi dhoop thi chirion ki gungunahat bhi, sab apne kaam me khushi khushi lage hue the dada ji bailon ko pani pila rahe the baba kunwe se pani nikal rahe the maa chote padu ke liye ghans la rahi thi jo ghar ka naya rukn hai aur choti bhi ussi ke liye bartan me kuch bana rahi thi, chotu to padu se chimta hua khush tha usse sehla raha tha aur baki janwar bhi roz ki tarah unke apne mashgale me the, raha main ek jo roz ki tarah sust aur nikamma tha lekin pata nahi is baar kya hua mujhe ajeeb lagne laga dil me ye baat baith gayi ke nahi mujhe bhi subha subha uthna hai aur sab ki tarah ghar ka kaam karna hai aur ammi abbu ki madad karni chahiye unka kaha maan na chahiye phir ye soch kar mere andar ek khushi ki lehar daudh parhi aur main sochne laga jab kal ko koi ye manzar dekhe to in sab ke sath unhe main bhi kaam karta hua nazar aana chahiye
ab mujhe kal ki subah ka intezar hai aur ab main keh sakta hun ke main sust tha lekin ab nahi hun
Bohat zabardast MASHAALLAH
Wa'alaikum assalam
kya kaha ap ne kuch sunai nahi derahahahaha Saviou bhaya bja farmaya
ye acha idea hay next time maine sirf aapko Link Vm kar diya karna hay aur aapko baar baar tang karna hay share karain share karain phir kuch share kar k aap khud sabko VM kar diya kariyega meka kaam aasan
wowwww shabash hoorain shabashhh ye idea pehle q nhi aaya
Behad khoob bhai naseehat bhiAssalamu Alaykum Wrwb
abhi tak kisi ne kuch share nahi kiya
chalen is susti ko door karne ke liye ek sust ki kahani hi suna dete hain
waise kahania to ham likhte nahi lekin hoor didi likhna sikha diye akhir
umeed karte hain ap sab ko pasand aaye ye tooti phooti kahani
Main Sust Tha
roz ki tarah aaj bhi suraj mujh se pehle tulu ho gaya jab bahar aaya to manzar bhi roz ki tarah hi khush gawar tha thandi dhoop thi chirion ki gungunahat bhi, sab apne kaam me khushi khushi lage hue the dada ji bailon ko pani pila rahe the baba kunwe se pani nikal rahe the maa chote padu ke liye ghans la rahi thi jo ghar ka naya rukn hai aur choti bhi ussi ke liye bartan me kuch bana rahi thi, chotu to padu se chimta hua khush tha usse sehla raha tha aur baki janwar bhi roz ki tarah unke apne mashgale me the, raha main ek jo roz ki tarah sust aur nikamma tha lekin pata nahi is baar kya hua mujhe ajeeb lagne laga dil me ye baat baith gayi ke nahi mujhe bhi subha subha uthna hai aur sab ki tarah ghar ka kaam karna hai aur ammi abbu ki madad karni chahiye unka kaha maan na chahiye phir ye soch kar mere andar ek khushi ki lehar daudh parhi aur main sochne laga jab kal ko koi ye manzar dekhe to in sab ke sath unhe main bhi kaam karta hua nazar aana chahiye
ab mujhe kal ki subah ka intezar hai aur ab main keh sakta hun ke main sust tha lekin ab nahi hun
Assalamu Alaykum Wrwb

Bohat Khoob Janab
Bohat khusurti say app nay apni susti k doooor kerny ki kosish ki hy
Best of Luck
Wa'alaikum assalam