mujh sey aisey khana nhi khaya jata
mai tou adhi raat ko bhi light on kr k khana khati
mujh sey aisey khana nhi khaya jata
candle lite dinner mein kisi ka sath hona zruri hai ??
kon kon candles jlane waala hay ab
@Fanii @Asheer @Pari @Shizuka @Mahen @Ocean_Eyes @Dua001 @STAR24 @Bela @Toobi @amazingcreator @Huria @Sky-Walker
haha kio u khane may se kia dhundhti homujh sey aisey khana nhi khaya jata
mai tou adhi raat ko bhi light on kr k khana khati
nae,,kis ne kaha?candle lite dinner mein kisi ka sath hona zruri hai ??
pta nhi bachpan sey aadat haihaha kio u khane may se kia dhundhti ho
dont remember ,,ho sakta hay load shedding k dino may ittafaqan ho gya hocandle lite dinner ?
tu ku bachon ko gumraah ker rahi ho ?? pata chaley sara TM candle lite dinner pe haidont remember ,,ho sakta hay load shedding k dino may ittafaqan ho gya ho
tauba to candle li8 dinner may kahan likha hota hay k akele nae krnatu ku bachon ko gumraah ker rahi ho ?? pata chaley sara TM candle lite dinner pe hai
kbi kisi bewaqooof ko dekha ? AKELY CANDLE LITE DINNER KERTY HOYEY ?? AWLAYS COUPLES KERTY HEINtauba to candle li8 dinner may kahan likha hota hay k akele nae krna
daikhe dikhaye pe nae chalna chahiye..kabhi apni marzi se b kuch rk laina chahiyekbi kisi bewaqooof ko dekha ? AKELY CANDLE LITE DINNER KERTY HOYEY ?? AWLAYS COUPLES KERTY HEIN
kia kabi dekha ? ya suna ? ya perha ? k kisi ne akely candle lite dinner kya ?daikhe dikhaye pe nae chalna chahiye..kabhi apni marzi se b kuch rk laina chahiye
akele karne se kai cnadle bujh jaati hya?
main kio daikhu kio parhu aur kio sunu,,,ab se jab koi akele candle li8 dinner karega to ye trend b chal niklegakia kabi dekha ? ya suna ? ya perha ? k kisi ne akely candle lite dinner kya ?
aik bar pakistan mai light gai thi gass ka lamp chalaya tha ,, mai lamp k pass ja kr khana khaney lagi tou wahan chipkali phir rahi thi ,wo bad mai mujhey nazer nhi ai, mai ney khana nhi khaya mujhey laga chipkali khaney mai gai haijao staru u ka b koi haal nae
haha oh acha ye dar parra hua hayaik bar pakistan mai light gai thi gass ka lamp chalaya tha ,, mai lamp k pass ja kr khana khaney lagi tou wahan chipkali phir rahi thi ,wo bad mai mujhey nazer nhi ai, mai ney khana nhi khaya mujhey laga chipkali khaney mai gai hai