hum hain na yeh kam dene k liay....nahi
waise interview me sawal hone chahiye ye task kaisa?
kisne diya y task?
nahi siso... hum kyun saza k haqdaar hain bhala............Interview aur task complete hone k baad
baja farmaya...interview me sirf interview hona chahiye
hum ne baat clear kar di hai ....thek hy ye to @shehr-e-tanhayi aa k hi btayaingi
MUslim bhai k baray nahi pata tha... jaan kar double khushi huyiaisi kya baat ho sakti hai jo sab nahi jaante
naye logon ko shayad pata nahi k ham India se hain
aur bohot se logon ko ye pata nahi ke Muslim hamare chote bhai hain
aur to kuch yaad nahi
daant k nahi boliay ga nakahin hamari suggestion dant na lag jaye logon ko
balkay hum to daantnay k baad kehne walay ko btaayen k hum ne un k kehne par amal kar b liyaasunehri moqa na gawayain koi kuch kahe to boliyega HOorain ne urge kiya tha bolne ko,,,muje aisa sunehri moqa mile to main kbhi zaya na kru
aisi daant sun kar to in sab ko 24 hours TM par online rehna chahiaychalen theek hai ab jo zahen me aa rahe hain unko hi dete hain
@Don Mohtaram ye TM apka apna hai to iska khayal rakha karen jab se apki shadi ki baat kya shuru huyi tab se TM ko sautela kar diya aap ne aur jab shadi ho gayi to wo sauteli muhabbat bhi khatam kardi (@RedRose64 mohtarma sun rahi hain aap bhi? )
@Sabah aap logon ki wajhe se hi ham wapas yahan aye aur ab aap logon ke bahane k time nahi milta to time kisko milta hai nikalna parhta hai aur jis platform se hame ache dost mile bohot kuch seekhne ko mila usko is tarah bhulna nahi chahiye ( @MSC sun rahe ho na aap? )
@Ghazal_Ka_Chiragh bro aap ne jab shirk ka raasta chora aur tauheed ko apnaya to shayad hi koi ham se zyada khush hua hoga lekin jis tarah shuru k dino me apke andar jo jazba dikhta tha ab wo na k barabar ho gaya hai to aap jahab bhi rahen deen k is farize ko anjam dete rahen apni bisaat bhar
bas ji aur kuch nahi kehna
ye to zulm haihum hain na yeh kam dene k liay....
aur is thread ko phir se aik baar parhiay
So Ab Sawaaal Aur Task honge TM Members k
Aur Nishaane pe Honge TM satff
sirf sawal nahi task bhi.... jaise k hum masoom members ko nishana bnaya jata raha hai... ab aap logon ki baari hai.
acha apko bhi pata chal gayaMUslim bhai k baray nahi pata tha... jaan kar double khushi huyi
dant sunenge tab na ayengeaisi daant sun kar to in sab ko 24 hours TM par online rehna chahiay
kabse ready hain aap log hi late hainwalaikum salammmm
wOooHoOo
maze ki thread post kia hai aapne @AnadiL
n bht maza ane wala hai TM staff k sathh
so get ready alll
Ohh really>???kabse ready hain aap log hi late hain
koi baat nahi der aye durust aayeOhh really>???
mujhe laga new thread haii sorry