اسلام میں اچھا طریقہ جاری کرنا

  • Work-from-home

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
yeh aap itne sad kio hue??
JazakAllah khair buhut he important mauzu bayan kiya hain aapne aur wakiye jub bhi koi sahi hadith ya quranic ayat sune tu koi sawal paida kerne ka yah usay koi aur misaal dena ka gunjayesh he nahin rahta jub sewae unhe obey kerne ki jess mei humare he falah chupe hue huti hain...lekin phir bhi mostly mai ne sune and parhe hue k kessi na kessi mauzu pe sabhe Ulema k Ikhtelaaf nazar hota hain jess ke wajah se ek aam muslman soch mei perr jata hain k kia sahi hain aur kia ghalat hai aur yeh humare muashre mei zyadater huti hain...
Allah (SWA) hame deen ki sahi samajh aur Islam k ahkamat pe amal kerne ki taufeeq ata kare (Ameen)
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155

Aameen
jee jab hamare samne koi hadees na ho tab olama k ittefaq ko dekha jayega lekin jab hadees samne ho to phir duniya ka jitna bhi bada molvi kyun na ho uski baat hadees k muqable me nahi mani jayegi

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 
Top