رواں تبصرہ.......tm K Din Raat

  • Work-from-home

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
Muttalib Bhai ki position yeh hai keh Aaj Muftay ka Khana Mila ...... Pizza or KFC sy tawazu hoi kyun keh jo SAP training ke guest thy unki barkat hum par bhi parhi........ Training hall main tamam batiyaan bujh chuki hain aur Projector on hai mgr sirf on hai kuch chal nahi raha kyun keh Tea time ho chuka hai aur Main sukoon sy saath wali seat par apne pair rakh kar TM koi join kiye hue hoon lolzzzzzz
lo bhala doosre ki seat kyun kharab kartay ho bhai.....
paaon ooper rakh kar hi bethna hai to sar par rakh kar betho na taa k zarorat parnay par sar par paaon rakh kar bhaag sako...:happycry
 

Untamed-Heart

❤HEART❤
Hot Shot
Sep 21, 2015
23,621
7,455
1,113
lo bhala doosre ki seat kyun kharab kartay ho bhai.....
paaon ooper rakh kar hi bethna hai to sar par rakh kar betho na taa k zarorat parnay par sar par paaon rakh kar bhaag sako...:happycry
Sath wale ki seat khali is waja se hai keh wo yeh soch kar kha raha tha keh shayad yeh zindagi main last time khaany ko mila hai to zindagi ki kasar poori kar raha tha ab wash room main lagta hai DR. QADEER KHAN aur DR. SAMAR MUBARAK koi tajruba kar rahe hain…. Lolzzz

Rahi baat bhaagne ki to mujhe office main apne seat se ziada yahaan maza araha hai kyun keh meeting room main kaam kia nahi jata sirf suna jata hai aur kabhi kabhi koi sawal thooka jata hai
 

Untamed-Heart

❤HEART❤
Hot Shot
Sep 21, 2015
23,621
7,455
1,113
koi ka to pata nahi lakin aik behan apnay bhai ko zaror is tarah yaad kar sakti hai......... lakin us k liay @Hoorain siso jaisa banna ho ga pehle

OMG............... @Hoorain Jesa Banny keliye to kaafi paparh bailne parhengy
Main aik kaam karta hoon
Un ki tarah ban jata hoon....
wo nahi hai ...yaar
wo main kia khaoon unke baary main wo jo pyara sa hai
kaafi nyc bandy hain bolte ziada hain jo wo
haan haan
wahi wahi
janab Muttalib
yes
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
isi liay to hum bhi mutmin hain k koyi humein kitchen mein janay ko majboor nahi karay ga...
aik se do bemaar bhalay :D
kahin sab beemar na ho jayen iske baad :p


hum ne to aisa kuch nahi kiya..................................
bas aik masoom c khvahish btaayi thi siso ko jab unhoN ne ap k hath k zaayiqay ki tareef ki... ab bhala kiya dil ki baat dil mein hi dabaey rakhtay..... /:)
yane hamare hath pair kate jayen aur unka paya hatya banaya jaye? /:)
 
Top