kya den?haan to dijiay naa
fishing waqai mushkil kaam ho sakta hai lekin larki dhundna bohot asaan haifishing buhut mushkil kaam hai bhai
kya den?haan to dijiay naa
fishing waqai mushkil kaam ho sakta hai lekin larki dhundna bohot asaan haifishing buhut mushkil kaam hai bhai
@muttalib bhai................ humara nishana kuch zyaada hi acha laga..... ab aap gur seekhiay aur hum chalaay kitchen mein... humara qeema jalnay ko hai.fishing waqai mushkil kaam ho sakta hai lekin larki dhundna bohot asaan hai
kya den?
acha to apko dua chahiye
OMG dene dilaanay ki baat par aik song humaray zehan mein goonjing...
@muttalib bhai aap ne wwoh song suna hai na
tujhe aur kiya doon main dil k siwa, tum ko humari umr lag jaaey
hahaha .... wesy to asaan hai mgr me adventure pasand hoon nakya den?
fishing waqai mushkil kaam ho sakta hai lekin larki dhundna bohot asaan hai
is chakkar me rahenge to phir adventure ban jayengehahaha .... wesy to asaan hai mgr me adventure pasand hoon na
Tumko hamari umar lag jaye
OMG dene dilaanay ki baat par aik song humaray zehan mein goonjing...
@muttalib bhai aap ne wwoh song suna hai na
tujhe aur kiya doon main dil k siwa, tum ko humari umr lag jaaey
@saviou Bhai bas dua kejiye keh Adventure kamyaab ho jae kyun keh Masla barha ghambeer haiis chakkar me rahenge to phir adventure ban jayenge
waise bro pehla preference agar deen ko de rahe hain jo dena bhi chahiye to baki sab adventure hi rahega in sha Allah
wo bhi ajyn gi InshALLAHPractice ho rhi hai janab mgr abhi tak aaki bhaabi nazar nahi aayi
Allah asaaniya ataa farmaye Aameen@saviou Bhai bas dua kejiye keh Adventure kamyaab ho jae kyun keh Masla barha ghambeer hai
ji ji sister aap ki pervi karunga main bhiwo bhi ajyn gi InshALLAH
sirf enjoy na krn advices mind main rakhna bhi
haan to harj bhi kiya hai bhaiTumko hamari umar lag jaye
Tumko hamari umar lag jaye
Tumhein aur kya doon main dil ke siwa
Tumko hamari umar lag jaye
Tumko hamari umar lag jaye
Muraadein hon poori, saje har tamanna
Mohabbat ki duniya ke tum chaand ban-na
Bahaaron ki manzil pe hansna hansana
Khushi mein hamaari bhi aavaz sun-na
Kabhi zindagi mein koi gham na aaye
Tumko hamari umar lag jaye
Tumko hamari umar lag jaye
Tumhein aur kya doon main dil ke siwa
Tumko hamari umar lag jaye
Tumko hamari umar lag jaye
Mujhe jo khushi hai tumhein kya bataoon
Bhala dil ki dhadkan ko kaise chhipaoon
Kahin ho na jaaoon khushi se main paagal
Tumhein dekh kar aur bhi muskuraoon
Khuda diljalon ki nazar se bachaaye
Tumko hamari umar lag jaye
Tumko hamari umar lag jaye
Tumhein aur kya doon main dil ke siwa
Tumko hamari umar lag jaye
Tumko hamari umar lag jaye
Sitaaron se ooncha ho rutba tumhara
Bano tum har ik zindagi ka sahara
Tumhein jis-se ulfat ho mil jaaye tumko
Samajh lo hamari dua ka ishara
Muqaddar tumhara sadaa jagmagaye
Tumko hamari umar lag jaye
Tumko hamari umar lag jaye
Tumhein aur kya doon main dil ke siwa
Tumko hamari umar lag jaye
Tumko hamari umar lag jaye
@Aaidah sister aap bhi practice kejiye sister @shehr-e-tanhayi ne to start kar li hai
aur humari aap k sath......acha to apko dua chahiye
to phir hamari duaen apke sath hain
In Sha Allahaur humari aap k sath......
Jazak Allah o khair bhai bas Buzargu ki Duain hi hamary liye behtareen tuhfa hainacha to apko dua chahiye
to phir hamari duaen apke sath hain