Asslamualakum,
shied sab ye samjhtay hain k mujhe aisay he adat ha k jab marzi koi na koi issue raise kar deta hoon,
sachi bat ye ha k ma issues k pechay nahi bhagta,balkay issues meray pechay bhagtay hain,
ab mujhe ye itna bara issue b mujhe itna zor laga k raise karna paray ga,
issue ye ha k mujhe boht he afsos k sath kehna parr raha ha k ma ne TM main bakra mandi kholi magar kisi member ne mujh se aik bakra b nahi khareeda
jo b aata tha wo kehta tha k muft do ge to bakra lain ge,mujhe pata hota k TM k baassi itnay kanjus hain to ma yahan ki bijaaye Afghanastan main bakra mandi khol leta
ab to meray bakray b jab..mein,mein.. Karte hain to sath ye gatay hain k "aa ja(gahak)tenu akhiyan udeek diyan" mein,mein...
Aur to aur @Don pai ne b inna gawara nahi kiya k Canada ki naek kamai se aik adad bakra(mujh se)khreed k TM ki laj rakh letay
agar eid tak mera aik b bakra na bika to ma ne naraz b ho jana ha,bolna b nai kisi k sath