AITBAAR TOOTE TO
aitbaar toote to
baaqi phir bachega kya
tere mere rishte me
ye hi ik to wahid hai
jo abhi talak baaqi
saath apna deta hai.....
baaqi phir bachega kya
tere mere rishte me
ye hi ik to wahid hai
jo abhi talak baaqi
saath apna deta hai.....
aitbaar toote to
saans meri tootegi
meri saans qayam hai
aitbaar se tujh pe ..
saans meri tootegi
meri saans qayam hai
aitbaar se tujh pe ..
aankh band kar ke main
tujhko apna maane hun
aitbaar toote to
tu mera rahega kya?
tu mera raha na jo
mera phir rahega kya ?
aitbaar toote to......
tujhko apna maane hun
aitbaar toote to
tu mera rahega kya?
tu mera raha na jo
mera phir rahega kya ?
aitbaar toote to......