baishak tamam Anbia a s ise kam k leay duania main maboos kiay gay k log Allah s w t ko jan sakain ur use ki ibadat karnain us k sath kise ko shareek na banain insan ko mukamal tuheed ka zaror pata hona chahiay warna shetan apna kam kar dekhata hai
bohat shuria Nasir bhai & jazak Allah