Tuheed Allah Ke Sath (اللہ کے ساتھ کسی دوسرے کو نہ پکارو)

  • Work-from-home

Habeel

Active Member
Nov 28, 2010
272
132
943
baishak Allah kay sewa kise ur pukarna ur Allah k sath sath dosron ko pukarna bohat bara shirak hai
Allah hamin is zulam say bachay rakhay ameen

bohat suhkria Nasir bhai & jazak Allah
 
Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
subhan Allah kitni waazeh aayath hai k Allah k nabi(pbuh) khud farma rahe hain k main na ksi nuqsan ka iqtiyar rakhta hon aur naahi ksi bhalaayi ka.laikin hamare chund dost aise kaam karte hain jisse shirk hota nazar aata hai.mujhe akrama raziAllahu anhu ka ek waqyia yaad aata hai jab wo mushrikeen me se thei.jis waqt wo hijrat karke kashti k zarye ksi dosre mulk ko jaarahe thei utne me samandar me toofan aagaya aur unki kashti mushkil me aagayi.ye dekh kar sab logon ne kaha k ab hame Allah k siwa koi nahi bacha sakta usi se duayen maango.ye sunkar akrama raziAllahu anhu ne kaha k jab hame is mushkil me Allah k siwa koi nahi bacha sakta to fir main kyun dosre maaboodon ko waseela banaon.

aur unho ne ye ahad kia k main agar yahan se bach nikla to zaroor Allah k nabi(pbuh) par imaan le aaunga.aur is tarha wo wahan se bach nikal gaye.aur wo Allah k nabi(pbuh) ki qidmat me haazir hokar qabool e islam karlia.

ye waqiya bhi hamare liye ek bahot badi daleel hai jab k wo kuffar o mushrekeen thei laikin unka aqeeda bhi aajke naam nihaad musalmanon se accha tha.k wo ksi saqt mushkil aajaye to Allah k siwa ksi ko nahi pukarte thei.aur apne saare waseelon ko bhool jaate thei.Allah hame hidayat de aameen.
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155

summa Aameen
jazakalalh khair
 
anam1

Newbie
Nov 2, 2012
23
10
3
jazakallah bohat khob bayan kiya gya ham sb ko is pr amal b krna chahiye hum sb ka 1 hi allah ha haumy usi sy mangna chahye is k 7 kisi ko shareek ni thahrana chahye

very nice sharing

thank u so much.............
 
Top