pichlay 1 month main 11 say zaied american missiles hamlay ho chukay hain jin main taqreeban 250 say zyada insan janbahaq chukay hain jin main aksareet bachon ur khawateen ki the is kay illawa 1 millitry operation hua hai. kia app samajhtay hain kay is trah kay hamlay pakistan ki salamti kay liay khatra hain? aur kia pak army ko in ko jawab dena chaheiyay?plz reply