yun to tum syed b ho mirza b ho afghan b ho
tum sbhi kuch ho ye to baato musalman b ho?
waooow next
Ya rab teri shan jal-e-jalaal hai,
Meri maang rizq-e-halaal hai,
Meri aajzii ko karo qabool,
Meri zindagi ka sawaal hai..
Rubaru jinke nazren bhi kabhi uthti na thi,
Unke munh par aaj unhen bewafa keh diya.
NOT WITH E OR ALIF...ek teri yaad mein sanam naa watan k rahe na watann k rahe
Bikhri laash k kuch is qadar tukde hain na kafan k rahe na dafan k rahe
ek teri yaad mein sanam naa watan k rahe na watann k rahe
Bikhri laash k kuch is qadar tukde hain na kafan k rahe na dafan k rahe
Yeh dard-e-dil na geya, dard-e-janaan ki tarah,
Galay mein daal ke sab taweez dekhey hain..
ibtedaye-ishq hai rota hai kiyaaap se kya rishta hai q hai ye maalum nahi
Par tujhpe mar mitne ko ji chahta hai
next line iz - I