Meine pucha janab...k...aapne jahan tak parha hai usme Biddat ka zikr kitni baar aya hai?
baraye meherbaani apna sawal thoda wazeh karen.taake aapka jawab mufeed de sakun.
Misal k taur p.kisi surah ya ayat ya Allah k naam ko ginti se parhna Biddat,kisi ka gham manana biddat,kisika matam karna rona peetna biddat,Shab e Baraat ki fazeelat me namaazen parhna biddat,Milad un Nabi Sww manana Biddat..to akhir kitni baar kin kin hadeeson me BIDDAT ka lafz shumar hua hai?Ye janna hai mujhe..Umeed k aap tasalli bakhsh javab se sarfaraz farmayenge..& yeah ref only frm SAHIH MUSLIM & SAHIH BUKHARI
aur ye bhi batayen k kin hadeeson p jo in kitabon me darj hai hum amal hi nhi karte yani k Rasool swww ki Nafarmani karte hain khule aam...