aur agr phir b dard ho to kia kray is k lia
winter main haaton ki efficiency waisay hi thori week honay lagti hai joints freez ho jaatay hain inhain warm rakhna parta ...
aur jo newly start karay us k liya ziada dair tak karna painful hota hai ..is k liya larkian sub se pehlay olive oil se massag karain olive oil joint and body ko warm rakhnay aur bones ki massaging k liya best hai us k baad hand ko thora excercise de fingers ko rotate karain then thora thora start karain phir theek hojye ga..1 baat aur olive oil laga kar threading nahi karna bal k is k thori dair tak laga rehnay dain baad luke warm water se wash karna phir start karain:{(*
aur sharukh bhai aap sirf ye dekhain aur enjoy karain(qy)