ASSALAM O ALIKUM
FRIENDS
FRIENDS
Aik chokidaar raat ko khuwb men dhekta hai k us k malik ka plan crash ho gaya hai...
Woh apne malik ko subah uth k apne khuwab k bare men batata hai or jane ko b mana kr daita hai
uska malik nae jata...
Aur thori dair k bad woh tv per plane crash ki khabar sunta hai...
Malik usse tohfa deta hai or phir usse nokri se nikal daita hai....
Nokri se nikalne ki waja batayen...
ITS CHALLENGE