mainey bachpan mei yeh suna tha ke agar jab ap ka teeth toot ta hai..to woh teeth ap takiye ke neechay rakh kar soojao...nd suna tha ke pari raat ko ati hai..nd woh leijati hai..woh daat..nd kuch reward choor deti hai...iske bare mei suna hai kabhi?
kaisi g?lozzzz asay bhi hota hai kabhi kabhi pari aik baat batoo tum abhi asey hohee hoo ya shoro say asay hee ti
kion me nay aisa kia kar dia jo pari nay bhi waisa he kia