Kon si batain?yehi to hamari SS ki batain hain
wasay rr sister main ss ki burai nahi kar raha hoo per chating main interview leynai say saab say bharaa joo nuksaan hai woh yeh hai k interview shoroo hotai hee kataam hoo jataa hai matlab aik saat hee saab copy paste kar deyaa jataa hai ... jaab k aghar hum aik aik sawal karahai woh bhi thread main direct too iss say yeh hota hai k woh thread kafee time taak chaltee hai aur update rahtee hai

ji waqas bhai ap ki ghalat fehmi door kar du zara sub se pehlay to yahan ye bata dun k is site main interview ka koi board nahi tha pehlay so jab main nay DON se mashwara kiya to wo bohat khsh hua lakin main nay saaray question us ko post kar diye k in k answer ready kar k rakhna aur is main 1 week laga jab us nay mj ko wo answer post kar deye to phir dobara un main editing karna etc in sub main kaafi waqt laga ap kiya samj rahay rahay hain bus bethay aur de diya bhai itna time kis k pass hai?
so us waqt se ye interview ki rivayat pari to red rose nay kaha ab sub ka lain gay aur un ko ijazat hogi k wo bhi quest karain
ap nay jo pehla interview parha hoga DON ka wo hi tha us main main nay neechay likha tha k DON se ab aap bhi sawal pooch saktay hain
mjay tareef sunnay ka koi shoq nahi kyn k is site k adimins ko pata hai main kitni sincere hu is liya koi bhi agr tareef karraha hai to us ki meharbani ...adat hogai hai mj ko Alhamdulliha
question show nahi ho raha vicky bai
nahi waqaar bhai main ye nahi keh rahi lakin sirf itna kahu gi k yahan jo cheezain ap ko agr achi nazar arahi hain ap ko nahi pata un main kitnay din lagay hain aur mehnat aur mjay jatanay ki adat nahi ab ye baat nikli to kehna para
mind main too mere kuch aur chaal raha hai ss sister .... per interview app lai loo humara aur tayaar ho kar anay kyue k interview leyna iss baar app ko mera hai to be care full