Assalam o Alykum TM pariwar
bongi rating hazaar tum ko milaen naye saal mein
dety haen hum dua tumhaen Tahh-e-Dil se
ahem ahem jasa k ap samaj hi gye ho gye mein kis azeem shakhsiyat ki bat kar rhi ho
han ji tou hamary honuhar @Abidi bhiya ny bari kamyabi k sath apni bongi senchury complete ki hai
hamari dua hai Allah inn ki bongi rating mein
din rat azafa kary
ap sub bhi inny wish kary ta'k inn ka hosla oar buland ho bongiya marny mein
Congrats for ur 118+ bongi rating
keep it up
abidi bhiya k azeem karnamy py kuch kahna chahti ho
hama tan gosh ho k sounye ga ap sub
main nanha sa main munha sa
josh hai muj main bhara hua
main ro ro k sab k kan dukhaoun
main shararton se sab ki watt lagaoun
muj se tang merey dushman b
mazay se TM py ata hoon
lambi sairain karta hon
mood acha ho tou
main khud se thread banata hon
Staff sy bhess karty karty
khud hi latak jata hoon
main nanha sa main munha sa
kan merey hain latkay huwaye
khud b latak sa jata hon
phir b zoor main lagata hoon
bhess karta hi jata ho
main nanha sa main munnha sa
and last abidi bhiya ki tarf sy
special thanks to @Hoorain
jinn ka iss bongi rating mein bhot bhara hath hai
All the best bhiya
mujy thread lagny ki saza di ti na ap ny lo ji i'm completed my task