abi tak mera dress aya nahi hai jaisai he ayega mai pic lai k share kardungaa ..jo pasnd aya wo share kro
abi tak mera dress aya nahi hai jaisai he ayega mai pic lai k share kardungaa ..jo pasnd aya wo share kro
Yayyyy..nice
Assalam O Alikum
Jese ke app sab ko malom hai TM par har special event par special contests arrange kiye jate hain to eid ul Adha ke is khas mouqe par TM par ek simple but interesting contest arrange kiya jaraha hai Jo k main aur @Fanii arrange karwa rahy hain...
Karna kia hoga?
Appko kuch khas mehnat nahi karni hai sirf ap ney eid ke pyare se dress ki pics google se le kar ya apnay khud k dresses yahan share kary hain simple! Ek participant ek hi dress share kar Sakta hai ek dress ki maximum 3 pics ho sakti hain...
Ruelz :Contest winners ko Tafreehmela Staff ki taraf se award diya jayega... N ya iss contest k doo winner hongay ek girls main se n dosra boyz main se
- yeh Contest 25th September 2015 ko khtam hoga.
- CONTEST main aapko google se dresses ki pics leke ya apni khud ki dress ki pics share karni hai.
- agar chahen tou jewellery etc share kar sakte hain but mainly dress ko dekh k hi winner decide kiya jaye ga.
So Best OF Luck All !
App sab apny Dresses isi thread main share karein gay aur mujhy aur fanii ko tag karein gay...
bnwana kyun nai aisa kya hua ?hum nahi banwatay...... isi liay abhi intzar mein hain... eidi hum ne usi ko bola hai @Fanii bhai.
Bolein to kisi puranay walay ki pic share kar don...
okay teek haiabi tak mera dress aya nahi hai jaisai he ayega mai pic lai k share kardungaa ..
Aya nhi..mjh se koi umeed nhi ho skta aye bhi nadress kahan hai u ka ?
matlab ye k khud se nahi banwati.............. hun ayi samjh....bnwana kyun nai aisa kya hua ?
and purany ka main ne kya krna hai Eid waly hi chahiye :/
Dress to acha lag raha hai lakin yeh shirt pe aisa kyun likhvaya hai aur is ka matlab kiya hai ? @zaryaab
its means "N" nishat linen nd tnx 4 liking itDress to acha lag raha hai lakin yeh shirt pe aisa kyun likhvaya hai aur is ka matlab kiya hai ? @zaryaab
yeh aisa hi rahay ga ?its means "N" nishat linen nd tnx 4 liking it
na na ye to just pic pai apna logo lagaaya hai nothing elseyeh aisa hi rahay ga ?
wohi to kab se poochay ja rahi hon k achay bhalay suit pe yeh kiya design banwa rakha hai.....na na ye to just pic pai apna logo lagaaya hai nothing else
hahahahah sisthar aap bhi naawohi to kab se poochay ja rahi hon k achay bhalay suit pe yeh kiya design banwa rakha hai.....
kuch ghalat keh diya kiya hum ne bhai?hahahahah sisthar aap bhi naa
nahi to ..kuch ghalat keh diya kiya hum ne bhai?
nahi maloom tha to pooch liya... warna zehan mein yehi baat ghoomti rehti k bhala yeh koun sa fashion hai
aap soti kis time hai ?? din bhi yaha raat bho yaha ..aap koe jin bhoot to nahihumein ata tha bhai ka ap aisay hi bolo gay
nahi sirf bhootni hon.....aap soti kis time hai ?? din bhi yaha raat bho yaha ..aap koe jin bhoot to nahi
nice sharing hai bro