Hajj Hajj 1953 (1953 حج کی نایاب تصویریں)

  • Work-from-home

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
waahhhhhhhhhh.....abb to jitni sahulaten hogayi hain us waqt k logon ko nahi thin phir bhi ek jazba tha ek josh tha..
Nice sharing janab...
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
waahhhhhhhhhh.....abb to jitni sahulaten hogayi hain us waqt k logon ko nahi thin phir bhi ek jazba tha ek josh tha..
Nice sharing janab...
jee bilkul sahi kaha aap ne
aur sath hi deen se unki mohabbat aur aqeedat bhi thi jo mahino ka safar karte huye aate apne ghar baar ko sare logon ko ye keh kar ke phir shayad wapas milen ya na milen kyun ke jabka safar hi aise hota tha aur bohot se log to hajj ke baad yahin ruk jate the

Allah har musalman ko apne ghar ki ziyarat karna naseeb farmaye Aameen
 

Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E
zaberdast sharing bro, JAZAK ALLAH bht acha laga simple sa nizam tha, ab jitni saholate hogai hain utna hi complicated bhi hogaya hai
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
zaberdast sharing bro, JAZAK ALLAH bht acha laga simple sa nizam tha, ab jitni saholate hogai hain utna hi complicated bhi hogaya hai
Allahi barik feek :)
complicated khud ham logon ne bana liya hai
warna taqwa aur shauq ke samne kitne bhi mushkilat hon nazar nahi aate
 
Top