jab aik baat dobara poocho gay to phir aisay hi kahon gi na... sara qasoor hi ap ka hai jo aik baat 2 baar likhtay horehn do aik baar se nai hua duibara se knsa teer mar lena u ne
jab aik baat dobara poocho gay to phir aisay hi kahon gi na... sara qasoor hi ap ka hai jo aik baat 2 baar likhtay horehn do aik baar se nai hua duibara se knsa teer mar lena u ne
@Fanii bhai dekhna zara.... u ne aisay masoom dekhay hain kabhi...... aa k dekh lijiayLol Kis baat ki saza bhai..?
yaad rakhiay ga k aap aao naapo nahi aa bail mujhay maar keh rahay hain ... aur @Fanii bhai ne u ka koyi lehaaz nahi karna.. woh kabhio udhaar nahi rakha kartay.Aao naapo.
humein phir bhi apnay @Fanii bhai ki behn honay par fakhar hai.Lol kabhi dekha hai bakra sar k bal khara howa..?
Tum nae yeh baat kar k @shehr-e-tanhayi k bhai honay ka saboot day hee dia.
filmoN mein to aisa hi hota hai.... un ki baat kar rahi thi... aur u mujh se sawal karne ki bajaey inn par ehaan do....knsy qaidiyun ko
Asslam-o-Alaikum to all. My name is Muneeb and I'm from Karachi.
I'm a student currently studying Chemical Engineering. i heard about TM from my mates. hopefully I'll have a good and fun time here
Main buss aik cheez maloom karna chah raha tha k yahan logon ko as a friend kaise add kar saktay hain..? can someone help..?
yahan tou mujhe log he nhe dekhae daay rahe......
oh achafilmoN mein to aisa hi hota hai.... un ki baat kar rahi thi... aur u mujh se sawal karne ki bajaey inn par ehaan do....
bilkul sahi kaha hai @S_M_Muneeb ko bakra bna kr sar k bal kara kr k nechy se iski mundi urra dengy to easy rahega ye smjah nai meri trickhumein phir bhi apnay @Fanii bhai ki behn honay par fakhar hai.
nahi dekha naa..asal mein fannii bhai ko naey naey tajurbay karne ka shouq hai aur ab aap hath lagay ho to shuruu ho gay hain.
hahaha bahi abi kaky ho trick nai smjhy abi time lgna tm ko ziada zor na do deemagh pr nai to nanha se deemagh damg ho jana u kaLol kabhi dekha hai bakra sar k bal khara howa..?
Tum nae yeh baat kar k @shehr-e-tanhayi k bhai honay ka saboot day hee dia.
nai
samjh aa gayi to hans lijjiay warna kal sahi.......................
main koyi jhoot bolya @Fanii bhai
hahaha acha hua satak li jb u ki qurbani hogi to humain paki pakai garam garam majhi milni kyun @shehr-e-tanhayi sahi kaha na
naaah bhai hun in pics se chorny wala nai bakra to bana kr hi chorna u ko @shehr-e-tanhayi handi garam kro
saza deny ka shok humain bs murgha chahiye hota hai baat ko choro abi bakra bano pehleLol Kis baat ki saza bhai..?
main napta nai kaat koot k b daal deta hun ye to abi naye kaky ho to lihaz kr raha hun @shehr-e-tanhayiAao naapo.
ba zubaan e ka matlab..? samajh mai nhe aaye yeh baat.Acha pose maara hai @S_M_Muneeb lakin baqi Commentary ba zubaan e @fanni
Maine jo bhi kaha such kaha.....such kay siwa kuch nhi kaha@Fanii bhai dekhna zara.... u ne aisay masoom dekhay hain kabhi...... aa k dekh lijiay
Bhai agar aap ko aur bhi kuch tajurbaa karna ho tou kar lenabilkul sahi kaha hai @S_M_Muneeb ko bakra bna kr sar k bal kara kr k nechy se iski mundi urra dengy to easy rahega ye smjah nai meri trick