looooooooo ub na mano meri suggestion ager itna asaan hota tutorial dhondna tu m.najam ko aisa sawal ki zarorat pesh nahi atiiii aray yar new users ko kesay pata k in tutorial main kia hai jab k is section ka naam new users guideline rakha jaie tu new users ko asaani say pata chal sakta hai k guideline kahan say mil sakti hai yar mera kam hai suggestion daina agay ap ki marzi hai mano ya na manoo...... agay ap mujh say bhetar jantay ho