jab tera dard mery sath wafa karta hai
ek samandar meri aankho se baha karta hai
uski batain mujy khushbo ki tarah lagti hain
phool jaisy koi sehra mai khila karta hai
mery dost ki pehchan yahi kafi hai
wo har shakhs ko dansta khafa karta hai
or to koi sabaq uski muhabat ka nahi
bat itni hai wo mujh se jifa karta hai
jab khizan aay to loot aay game wo bhi faraz
wo baharon mai Zara kam hi mila karta hai..