Teri yadon teri sochon pe mushtamil hota
Tere sath
Main lamha lamha dharakta rehta
Khud se mujh ko juda na tu kar pata
Teri zindagi ka daar-o-madar me hota
Mere bagher tera jeena bohat mushkil hota
Kash men tera Dil hota
Main agar khush hota to Hasata tujhko
Jo kabi rota to sath rulata tujhko
Tere sang jeeta sang hi marta
Teri tamam chahaton ka Mehwar hota
Kash! Ae kash
K main is qabil hota
KASH MAIN TERA DIL HOTA!!!
Tere sath
Main lamha lamha dharakta rehta
Khud se mujh ko juda na tu kar pata
Teri zindagi ka daar-o-madar me hota
Mere bagher tera jeena bohat mushkil hota
Kash men tera Dil hota
Main agar khush hota to Hasata tujhko
Jo kabi rota to sath rulata tujhko
Tere sang jeeta sang hi marta
Teri tamam chahaton ka Mehwar hota
Kash! Ae kash
K main is qabil hota
KASH MAIN TERA DIL HOTA!!!