Kis Kis Ki Dua Qubool nahi hoti?

  • Work-from-home
Jul 16, 2010
1
0
0
Assalam Alaikum to all my Muslim brothers and sisters,

A little long ago I remember I heard a Hadith which was about some specific kind of people (like Sood Khor etc.) whos prayers are not accepted by Allah. Will someone please tell me the authentic Hadith from Sahi Muslim or Sahi Bukhari about it?

اسلام و علیکم
کچھ عرصہ پہلے میں نے ایک حدیث سنی / پڑھی تھی جس میں ان لوگوں کا ذکر تھا جن کی دعائیں قبول نہیں ہوتیں کیا کوئ براۓ مہربانی اس بارے میں مجھے ًصحیح مسلمً یا ًصحیح بخاریً کی کوئ مستند حدیث بتا سکتا ہے
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313

Wa Alaykum Assalam Wrwb

jo bhi haram kari me mubtila hoga jo bhi Allah aur uske Rasul s.a.w ki na farmani karega jo bhi kabeerah gunah me mubtila hoga uski dua bagari tauba k qabool nahi hogi

ap iski taseel k liye MAIN TAUBAH KARNA CHAHTA HUN LAIKIN naam se ek kitab hai Sheik Ibn Baaz ki jiska urdu me tarjuma maujood hai
isme puri tafseel k sath Quran aur Hadees k dalail k sath tauba k mutalliq sari baten batayi gayi hain aap isko zaroor padhen

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 
Aug 16, 2010
3
0
0
32
From Hameedullah

pehli baat to yeh hai ke agar neiat saf ho aur dua dil se parhi jai aur toba ki jai mafi mangi jai to dua qabool hoti hai
han dua us shaqks ki qabool nahi hoti jo bahir se to lambi chori dua kare magar dil mein shetaniat ho
 
Top