Sitara hamari ka iss se mila he naheen
woh kaise hota hamara aise kabhi hua hi naheen
hum ne apni har khushi doosron maen baant de
kisi ne hamen kiya diya yeh kabhi socha he naheen
baaton baaton maen mohabbat is qadar barh gayee
usey ab bhool jayen kaisey itna hoslaa he naheen
har kisi ne hamen matlab tak he pyaar kyaa
koi hamsafar ban kar saath chala he naheen
har koi meri chahat ko mazaaq samajhta raha
dil maen dard kitna hai koi samjha he naheen