phool kehta to bikhar jata woh,
chand kehta to door hojata woh,
roshni kehta to andhera bhi hay,
her raat k baad savera bhi hay,
khushbo kehta to hawa main kho jati,
sawan kehta to garajta bhi hay,
khuwab kehta to jaagna bhi hay,
rsta kehta to manzilaien bhi hay,
mousam kehta to badalna bhi hay,
patta kehta to patjhar bhi hay,
ishi liyeh,
main tumhay sirf or sirf “ shoona “ kehta hoo.
chand kehta to door hojata woh,
roshni kehta to andhera bhi hay,
her raat k baad savera bhi hay,
khushbo kehta to hawa main kho jati,
sawan kehta to garajta bhi hay,
khuwab kehta to jaagna bhi hay,
rsta kehta to manzilaien bhi hay,
mousam kehta to badalna bhi hay,
patta kehta to patjhar bhi hay,
ishi liyeh,
main tumhay sirf or sirf “ shoona “ kehta hoo.