Lesson 8: New View and Duplicate

  • Work-from-home

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
[SHADOW=1]
New View and Duplicate
[/SHADOW]
NEW VIEWClick: Windows>Documents>New Window
1.New View.png

es options se aapke same image ka ek new another image view show hugi (Yaad rahe yeh aapke image ka koi copy ya duplicate image nahin hain Balke yeh aapka exact image with exact title name hain) copy ho tu title name k saath copy bhi likhe jate hain so yeh option khaas ker aapke ek image k 2 views show kerte hain and es mei aap kessi bhi ek image mei changes lao to donu image mei edition show hugi.
2.new view.png
yeh mostly useful huti hain jub aap aapnay ek image ko zoom in ker k changes lao tu dusre actual size image mei uske changes dekh sake so it works for that.
3.New View.png

DUPLICATE
4.Duplicate.png
yeh aapke Image ka Duplicate ya Copy Create kerta hain, means jub aap chaho k koi new edition kero Image mei and us pe aap work kero so jho Real Image hain us mei koi edition nahin kerna chahte, bus uske ek copy pe aap try kerna chahte hain so uske lie yeh ek useful option hain k aap uska duplicate image banao us mei changes kero ager voh changes ache lage tu theek aap save bhi kersakte hain baki passand na aye tu duplicate hain close bhi kersakte hain. so eske lie aap simply Image Menu>Duplicate per bhi jasakte hain and dusra subse asan aap aapne usay image pe right click kare,
5.Duplicate.png
and then
Duplicate pe click ker k Box mei koi bhi naam raksakte hain ya jho already name hain voh bhi raksakte hain then press ok..
6.Duplicate.png
 
SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
When we create duplicate image then original n duplicate will save in same file or different file means kya yeah duplicate, second layer pe bane ga ya new file create ho gi.....???
 
Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
When we create duplicate image then original n duplicate will save in same file or different file means kya yeah duplicate, second layer pe bane ga ya new file create ho gi.....???
i think new file banegi bhai.fir bhi dekhte hain teacher kia kahti hain.
 
Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
Assalam o alaikum wrwb :)

Alhamdulillah aajki class bhi bahot acche tareeqe se samajh aagayi.aapne jo itne acche method se samjhaya jazakAllah khair.maine jo isse samjha hai wo kuch is tarha hai.

aajki class me aapne 2 options k baare me batlaaya.01 . new window and second is duplicate.

01 . new window: agar aap ek hi image ko dosri nayi window me dekhna chahte hon to to ye option istemal kia jaata hai.jiske zarye ek nayi window open hojayegi same name aur same image se iski khaasiiyat ye rahegi k jo bhi changes aap ksi ek window image me bhi karenge to dosri image me bhi ye changes zahir hongi.aur agar ye changes aapko pasand aaye aur isse aapne save kiya to original image change hojayegi inshaAllah.

02 . duplicate: ye to naam se hi pata chal raha hai k ye option ksi ek image ya file ka duplicate hoti hai.aur aap jo bhi changes karen wo sirf isi image me hoti hain.original image me iske koi effects nahi hote.

agar isme kuch ghalti hoto bataden :)
Assalam o alaikum.
 
  • Like
Reactions: Sabah

Walaikum Salam wrwb
MashAllah ap tu lessons ko buhut ache se samajh rahe ho, very well explained.. :)
aur New window se related ek baat add kerna chahungi k jaise pahlay bhi kaha yeh new window khud bhi original he hain es mei and original mei koi fark nahin buss baat hain k eska yeh ek extra view hain baki ager new window k new image mei changes laker save kero ya khud original mei voh changes khud original mei he change hujayegi. sso aapne sahi se bayan kiya lesson ko..
keep it up :)
 
Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
When we create duplicate image then original n duplicate will save in same file or different file means kya yeah duplicate, second layer pe bane ga ya new file create ho gi.....???
nahin Duplicate alug file huti hain means copy na tu eslie voh alug se he save hugi...
 
Top