Asalam o Alaikum
kafi dair bad koi thread lagaya hai bina copy paste kiye
maine bachpan sai aj tak suna hain yai sb
kya ap nae bhe sune hain?
khete hain headche aye tu koi yaad kar raha hota hai{(on the)}
ap kai sath aisa hua kya kabhi?{(spiteful)}
khete hain agr ap kai both hands ko milane kai bad bai ban jaye tu marriage family mai hote hai{(wonky)} aur na bane tu out of family
khete hain anghota and sath wali ungli kai darmiyan mai ek alphabet likha hota hai and jo hota hai use sai ap kai hubby ya ehem ehem ka name shuru hota hai
khete hain paun kai jo dosri ungli agr bari ho tu ap bad mai danda group hunge
aur bhe bohat kuch suna hai par abeh yaad nahe
in sab sawalun kai jawab dein mujhe kya ap ko beleive hain in baatun par??
yai sb chk kar kai apne apne jawab bhe dein yahan
mai apne jawab end mai dunga