Namaz ek farz ibadad hai. Allah ne jinhe tawfik di hai,wah apna yah farz aada karte hai. Yaad rakhiye-namaz panda aur baat hai aur namaz Qayam rakhna aur baat hai. Quran sharif mai jaha bhi namaz ki takid di gai hai waha namaz Qayam karne ki baatt ki gai hai. Namaz Qayam krane ka matlab hai-waqt ki pabandi ke sath hamesha 5-waqt ki namaz aada karte rahena. Sure-ibrahem mai yo farmaya gaya-
Aye nabi ! mere momin bando se farma do ki wah namazo ko Qayam rakhkhe, aur hamne unhe jo de rakhkha hai, usmai se khule-chupe hamari rah mai kharch kare rahe, isse pahele ki wah din aa jaye jis din na to koi kharid-farokht ho (neki na hashil ki ja sake) aur na hi dosti wa mohobbat (kishi ki dosti bhi kaam na aa sakegi) ayet. No 31.
Is ayet mai allah pak apne bando ko apni farmabardari karne, logo ke sath achcha bartaw karne, pabandi se namaz aada karne aur apni dawlat uski rah mai khuli-chupi kharch karte rahne ka hukkm diya hai. Allah ka hukkm hai-namaz Qayam karo jiske liye allah ke rasul ne farmaya –namaz mari aakho ki thandak hai.