hahain pagalo se keh do kahi door ja basai
itni taqat nahi hai hoorain kai demagh mai ..
hahain pagalo se keh do kahi door ja basai
itni taqat nahi hai hoorain kai demagh mai ..
best haiin syastdano se keh do kahi door ja marrain
lootne ko kia bacha hay ab pakistan may
in bongiyon se keh do kaheen dur ja basainok next shaer is:
in hasraton se keh do kahi door ja basain
itni jaga kahan hay dil-e-dagdar may
@Shailina @sabeha @Haya_Fatima @monimoni_1990 @m0hiD @Star24 @Bela @Princess_E @fareena_01 @faari @Ghooost @Abidi @RoOMi
dam boht ha,mujhe to aj kal @Hoorain sis se dar laging kioun k wo aj kal khamosh hain aur khamoshi tofaan ka pesh khema hoti ha
"hum aah b karain to ho jatay hain badnamoh ye to bhul hi gya tha
@Abidi bro next shaer to dain
@Mahen @Haya_Fatima @Chaya @Sarlaa_Siddaqui @faari @fareena_01 aa jao sab