Tuheed Qasam sirf Allah Ki

  • Work-from-home

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
JazakAllah.......
 

Asma24

~~*Patar Patar~~*
VIP
Oct 21, 2010
9,256
5,200
513
mera aik sawal hy zee u se.. thoras confusion hy i think shayed tmko pata ho..kya aik niyat pe dua mangi ja skti hy jese k kisi k dil me aik naam hy aur k beta hoga to ye naam rakhonge aur ALLAH se dua mang lk nafal baas liye ..kya ye durust hy?ya eska koi makhsoos tarika hy?
 

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
basically aap jo baat kar rahi hain woh mannat mangna kehlata hai .. aap Allah se duwa mang rahi hain aur nafil namaz ka keh rahi hain ye dono kaam burai main nahi aatey so aap aisa kar sakti hain. makhsoosh tareeke ke toor pe us ke lye aap 2 rakat salat-e-hajat parh ke bhi duwa mang sakti hain . Allah se duwa aap ki apni marzi pe hai kis terha se mangti hain :)
 
  • Like
Reactions: Asma24

Asma24

~~*Patar Patar~~*
VIP
Oct 21, 2010
9,256
5,200
513
basically aap jo baat kar rahi hain woh mannat mangna kehlata hai .. aap Allah se duwa mang rahi hain aur nafil namaz ka keh rahi hain ye dono kaam burai main nahi aatey so aap aisa kar sakti hain. makhsoosh tareeke ke toor pe us ke lye aap 2 rakat salat-e-hajat parh ke bhi duwa mang sakti hain . Allah se duwa aap ki apni marzi pe hai kis terha se mangti hain :)


very well said zee...thanx for rpl:)molvi jeee
 
Top