Assalamo Alaikum Friend
Umeed hain aap sub khariat se hoon ge...
Hamari pyari si friend Asma24 ki cousin bemar hain... aap sub se guzarish hai un ki sehatyabi ke lea dua karen aur Ek nanhi si jaan ke lea bhi dua karen jo is dunya me aane wali hai woh bhi theek thaak rahe... Aameen sum aameen