mere paas is waqt koi hawala nahi hai magar yeh parha ya suna tha ke agar kisi insaan ko janwar phaar khaaye ya wo samandar mein gharq ho jaaye ya jal kar raakh ho jaaye aur us ka jism salaamat na rahe jaisa ke aam murdo ka hota hai tab bhi us insaan ko gunaaho par azaab aur nekiyo par sawaab milta hai us janwar ke pet , samandar ke andar aur raakh jahan us ki rooh ho................aik sawal hai mera jin logon ko qabr naseeb nhi hoti us ka kia hota hai..???