Dark Darknes will Fall VIP Jun 21, 2007 28,885 12,579 1,313 Jul 7, 2008 #1 Humein ab neend ki talab nahi rahi Humein ab jagna acha lagta hai Tumhein pana kismat mein nahi magar Tumhein Duaon mein mangna acha lagta hai. ---------------------------------- Mili ho chand si surat to itraya nhi krte, Khyalo me is tarah ksi k aya nhi krte, Meri udasi ka sabab pucha logon ne, Hm ne kaha hm un k bina Muskraya nhi krty. ---------------------------------- Chalo tum hi Mohabbat ki ibtida kar do, Nafraton k is door me mojza kar do, Mujh ko louta do ek bar Mera Dil, Ya khud ko meri Sanson se juda kar do. ---------------------------------- Tum to Chand Ho jissy Sab Log yaad Kartay Hain, Hamari Qismat tu Taron jaisi Hai, Yaad to Door, Log Apni DUA k Liye Hamaray Tootnay ki Faryad Karty Hain.. ---------------------------------- Hum ne bhi kisi se pyar kiya tha, Thora nahi be-shumar kiya tha. Hamari tu dunya hi badal gayee... Jab us ne kaha "Pagal mei ne tu sirf mazaq kiya tha ---------------------------------- Teri yaad bhi kamal karti hai, Kesey kesey humse sawal karti hai, ek pal ko tanha nahi karti mujhe, teri yad b mera kitna khayal rkhti he ---------------------------------- Aaoo apni chahatain nilam krain, piyar ka soda bhi sar-e-aam karain, Tum apny dukh hamary naam karo, Hum apni khushian tumhary naam karain.... ---------------------------------- Teri palkon pe khawab rakh gaya koi, teri sanson pe naam likh gaya koi.. Chalo wada raha bhool jana humein, agar hum se acha tumhe mil gaya koi... ---------------------------------- *MERI KAHANI* 1 band kitab ki si hy jise aj tak kisi ne khola nai, jisne khola usne parha nai, jisne parha wo smja nai, or jo samj saka, wo mera tha hi nai ---------------------------------- Main sar k bal gira tha gunahon k bojh se Dunia samjh rhi thi k sajde me para hy Sajde me jab gya tu logon ne ye kaha Zalim ne itni pi hy k madhosh para hy. ---------------------------------- Dil-Ö-Nazar se zra dair b Juda rakhun Ye mere bas me nahi k tujhe khafa rakhun, Nhi pas mere kuch b siwaye teri yad k Main teri yad bhula dun to yad kya rakhun. ---------------------------------- Meri Sarkashi Bhi Thi Munfarid, Meri Aajzi Bhi Kamal Thi ! Main ANNA Parast BALA Ka Tha, So Gira To Apne Hi Paaon Main...! ---------------------------------- ¤~Chahat Me Jo Thori Si Doori Hoti Hai Doston Ki Bhi Koi Majboori Hoti Hai Rishta Chahat Ka Ho Ya Dosti Ka Har Rishte Me Wafa Zaroori Hoti Hai... ---------------------------------- "Chalay Aao k hum yad kartay hain... Yeh woh gunah hai jo hum bar bar karte hain... jala k chiraagh hasraton k dil mai... Hum apke anay ka intizar kartay hain. ---------------------------------- Hum wo saqi hen jo diwana bna date hain jam khali ho to nazro se pila dete hain Ishq krte hain to ghar bar luta dete hain Qatl ho jaye to qatil ko Dua dete hain ---------------------------------- Her shaam sy tera izhar kia karty hain, Her khwab mein tera deedar kia karty hain. Dewany he to hain teryJo har waqt tery milny ka intzar kia karty hain . ---------------------------------- Is dil-e-hasti ko us sy pyar ha bohat Mgr wo shakhs b fankar hy bohat Na milay to milnay ki justaju b nai krta or milta yun ha jaisy hmara talab gar ha bohat ---------------------------------- Tanha si zindagi mein, Chota sa saath tumhara.. Ittifaq hi sahi Par lagta he humko pyara. Jaise akele se ek parinde ko Mil gaya ho AASMAN SAARA.! ---------------------------------- Is jahan main mohabat kash na hoti. To safar-e-zindagi main kharash na hoti. Agar milti bewafaon ko saza main mot. To dewano ki kabrain udaas na hoti ---------------------------------- Hr phool ko rat ki rani nae kehte Hum her insan se dil ki baat nae kehte Agar samaj sakte ho to hamare jazbat se samjho Hum dil ki har bat zaban se nae kehte ---------------------------------- Reactions: nrbhayo
Humein ab neend ki talab nahi rahi Humein ab jagna acha lagta hai Tumhein pana kismat mein nahi magar Tumhein Duaon mein mangna acha lagta hai. ---------------------------------- Mili ho chand si surat to itraya nhi krte, Khyalo me is tarah ksi k aya nhi krte, Meri udasi ka sabab pucha logon ne, Hm ne kaha hm un k bina Muskraya nhi krty. ---------------------------------- Chalo tum hi Mohabbat ki ibtida kar do, Nafraton k is door me mojza kar do, Mujh ko louta do ek bar Mera Dil, Ya khud ko meri Sanson se juda kar do. ---------------------------------- Tum to Chand Ho jissy Sab Log yaad Kartay Hain, Hamari Qismat tu Taron jaisi Hai, Yaad to Door, Log Apni DUA k Liye Hamaray Tootnay ki Faryad Karty Hain.. ---------------------------------- Hum ne bhi kisi se pyar kiya tha, Thora nahi be-shumar kiya tha. Hamari tu dunya hi badal gayee... Jab us ne kaha "Pagal mei ne tu sirf mazaq kiya tha ---------------------------------- Teri yaad bhi kamal karti hai, Kesey kesey humse sawal karti hai, ek pal ko tanha nahi karti mujhe, teri yad b mera kitna khayal rkhti he ---------------------------------- Aaoo apni chahatain nilam krain, piyar ka soda bhi sar-e-aam karain, Tum apny dukh hamary naam karo, Hum apni khushian tumhary naam karain.... ---------------------------------- Teri palkon pe khawab rakh gaya koi, teri sanson pe naam likh gaya koi.. Chalo wada raha bhool jana humein, agar hum se acha tumhe mil gaya koi... ---------------------------------- *MERI KAHANI* 1 band kitab ki si hy jise aj tak kisi ne khola nai, jisne khola usne parha nai, jisne parha wo smja nai, or jo samj saka, wo mera tha hi nai ---------------------------------- Main sar k bal gira tha gunahon k bojh se Dunia samjh rhi thi k sajde me para hy Sajde me jab gya tu logon ne ye kaha Zalim ne itni pi hy k madhosh para hy. ---------------------------------- Dil-Ö-Nazar se zra dair b Juda rakhun Ye mere bas me nahi k tujhe khafa rakhun, Nhi pas mere kuch b siwaye teri yad k Main teri yad bhula dun to yad kya rakhun. ---------------------------------- Meri Sarkashi Bhi Thi Munfarid, Meri Aajzi Bhi Kamal Thi ! Main ANNA Parast BALA Ka Tha, So Gira To Apne Hi Paaon Main...! ---------------------------------- ¤~Chahat Me Jo Thori Si Doori Hoti Hai Doston Ki Bhi Koi Majboori Hoti Hai Rishta Chahat Ka Ho Ya Dosti Ka Har Rishte Me Wafa Zaroori Hoti Hai... ---------------------------------- "Chalay Aao k hum yad kartay hain... Yeh woh gunah hai jo hum bar bar karte hain... jala k chiraagh hasraton k dil mai... Hum apke anay ka intizar kartay hain. ---------------------------------- Hum wo saqi hen jo diwana bna date hain jam khali ho to nazro se pila dete hain Ishq krte hain to ghar bar luta dete hain Qatl ho jaye to qatil ko Dua dete hain ---------------------------------- Her shaam sy tera izhar kia karty hain, Her khwab mein tera deedar kia karty hain. Dewany he to hain teryJo har waqt tery milny ka intzar kia karty hain . ---------------------------------- Is dil-e-hasti ko us sy pyar ha bohat Mgr wo shakhs b fankar hy bohat Na milay to milnay ki justaju b nai krta or milta yun ha jaisy hmara talab gar ha bohat ---------------------------------- Tanha si zindagi mein, Chota sa saath tumhara.. Ittifaq hi sahi Par lagta he humko pyara. Jaise akele se ek parinde ko Mil gaya ho AASMAN SAARA.! ---------------------------------- Is jahan main mohabat kash na hoti. To safar-e-zindagi main kharash na hoti. Agar milti bewafaon ko saza main mot. To dewano ki kabrain udaas na hoti ---------------------------------- Hr phool ko rat ki rani nae kehte Hum her insan se dil ki baat nae kehte Agar samaj sakte ho to hamare jazbat se samjho Hum dil ki har bat zaban se nae kehte ----------------------------------
Waqar Hussain M@In ALbela M@I M@sTana VIP Aug 12, 2008 26,932 5,548 113 chand k paar Sep 11, 2008 #2 {(goodpost)} Reactions: nrbhayo