Shohar or BV main narazgi hojati hai, aur baat cheet band hoti hai...
Shohar raat ko sotay waqt bv kay takiye kay ooper aik parchi likh kar rakhta hai kay "Mujhay Subah 6 baje Jaga dena".
Jub shohar sahab subah ko uthtay hain to dekhtay hain kay 9 baj rahay hotay hain aur wahin per aik parchi parri hoti hai, jis per likha hota hai "Uthiyee 6 baj chukay hain (qy)