naa jee yeh hunr humein nahi aata.... aankhen band kar k nishana laganay waala.Nazar kharab hogi to nishana b kharab hoga na..
Kia aap aankaein band kar k b nishana laga sakti hei kya
humari nazar kyun kharab honay lagi bhala
naa jee yeh hunr humein nahi aata.... aankhen band kar k nishana laganay waala.Nazar kharab hogi to nishana b kharab hoga na..
Kia aap aankaein band kar k b nishana laga sakti hei kya
haan to help pathar ikathay karnay ki maangi hai na k pathraao karnay ki.hmmmm lag raaa bhai.... issi liye sab se help mang rahi hain... koi naa...
Humar niat pe shak kiya........................mujhe to neat bhi kharab lag rahi kamzor banda dekh k charhai kr rahi hain mujh bechare masoom aur shareef un nafs
ghisnay pitnay k baad kaisi dikhayi deti thi aap ki T shirt.... farme hi karwa li hoti yaadgeeri samjh kar ... k TM pe naey aanay waaloN ko fakhar se dikha saktay.Hamari Tshirt to ghis pit k khtm b ho gayi thi achi wese
Itna acha mashwara us wqt de deti na jb main use ghis pit rha thaghisnay pitnay k baad kaisi dikhayi deti thi aap ki T shirt.... farme hi karwa li hoti yaadgeeri samjh kar ... k TM pe naey aanay waaloN ko fakhar se dikha saktay.
Tab To Humari Aamad Nahi Huyi Thi Na TM Par.....Itna acha mashwara us wqt de deti na jb main use ghis pit rha tha
Agr koi gift kre to us gift ko uske samne khush ho kr use kr k b dikhana chahyeTab To Humari Aamad Nahi Huyi Thi Na TM Par.....
Aur HumeiN Bhala Kiya Maloom Tha K Aap Usi Aik T Shirt Ko Hi GHisatay PiTatay RaheN Gay.
Lagta HAi k New TM T Shirts Ka Intzaam Karna Paray Ga.
hahahaha... mene tu sambhal ker rakkhiHamari Tshirt to ghis pit k khtm b ho gayi thi achi wese
Hahaha kia haal hein? q bhae?U were the bongo master ?
humein pakka yaqeen tha k tareef nahi hai isi liay to baal ki khaal utarnay mein lagay thay aur aakhirkaar Etraaf e jurm karwa hi liya.
pathraao k liay pathar ikathay kiay jaayeN @Shiraz-Khan @arzi_zeest @St0rm
Museum Mein Rakhwa Detay Taa K Aaj Aap Ko Itni WazahateiN To Paish Na Karni PaRteeN.Agr koi gift kre to us gift ko uske samne khush ho kr use kr k b dikhana chahye
Ek bra sa frame bna kr sajata ya meusum me rakhwa deta
Btw name baqi hai bs nishan na rhaMuseum Mein Rakhwa Detay Taa K Aaj Aap Ko Itni WazahateiN To Paish Na Karni PaRteeN.
AUr Hum Bhi Ba Nazar e Khud Uss Aalmi T Shirt Ko Dekh Kar Khush Ho Jatay. Magar Aap Ne To Us Ka Naam O Nishan Bhi Na Rehnay Diya