@hoorain@Sis
@marib
@Bela
@Rubi
@Qawareer
@Nelli
@anoush
@neevrap
AHSAn merey dil pey thumhara hai dosto
ye dil tumharey pyaar ka mara hai dosto
banta hai mera kaam tumharey hi kaam sey
hota hai mera naam tumharey hi naam sey
tum jaisey mehrbaan ka sahara hai dosto
ye dil tumharey pyar ka mara hai dosto
jab a para hai koi bhi mushkil ka raasta
mai ney diya hai tumko mohabbat ka wasta
her haal mai tumko hi pukara hai dosto
ye dil tumharey pyar ka mara hai dosto
yaro ney merey wastey kya kuch nhi kiya
sooo baar shukriya arey sooo bar shukriya
bachpan tumharey sath guzara hai dosto
ye dil tumharey pyar ka mara hai dosto
ahsan merey dil pey tumhara hai dosto
ye dil tumharey pyar ka mara hai dostoo