Assalam-Alikum. Main ya poochna chahta hoon ka "meri biwi na muj sa kaha ka kuch loog tu khush qismat hoota haan ka un ka paas paisa bi hoota ha aur shohar bi acha, main na us ko sharminda karna ka lia kaha ka tum aisa he kisi shakhas ka paas chali jao jo tumhain ya sab kuch da saka aur ya tumhara islamic haq ha" kahna ka maqsad ya tha ka jab tum chaho gi main tumhain asani sa azad kar doon ga" . tu pls muja guide ki jia ka kia ya koi aisie baat to nahin ka jis sa talaq ho jia ya is ka koi ghalat impact ho. Pls reply urgent Thanku