baat muhabat ki chalti hai jub,tumhari yaad aati hai
raat ankhon mai katt ti hay jub,tumhari yaad aati hai
daaman e dil mein chingari e muhabat say jo kabhi
aatish e hijr jul uth ti hay jub,tumhari yaad aati hai
aayina e chasm mein rang ban k jo utrein beete lamhe
aur bazm yaadon ki jamti hay jub,tumhari yaad aati hai
sard dhoop ki mundeiron say nikal kar udas shaam
mere aangan mein utarti hay jub,tumhari yaad aati hai
kathay e dil sadaye dil jo ashkon ki siyahi say nikal kar
soorat e sheir mein dhalti hay jub,tumhari yaad aati hai
taa had e nigah uffaq k uss paar suno""shaz""jahan par