AsslamuAlakum,
TM main kuch aisay mufti hazraat mojud hain k jin main ilmi qabliyat zarurat se ziada bhar gai ha,balkay itni ziada bhar gai ha k unkay ang ang se bahir tapaknay lag parri ha aur iss barhti hui ilmi qabliyat ka nateeja ha k ye mufti hazraat jis par marzi shirak ka fatwa laga detay hain,
in k bass main hota to un farishton par b shirak ka fatwa laga detay k jinho ne Allah k hukam par Hazrat Adam(A.S) ko sajda kiya tha(Nouzubillah)
ma ne islamic section main "Bazm-e-sanaae Muhammad(S.A.W) k naam se thread banai,jis ka maqsad Hazoor Pak(S.A.W) ke khidmat main nazrana-e aqeedat paish karna tha,iss thread ko jahan boht se members ne pasand kiya,wahan kuch mufti hazrat ne apnay fatwon wala pitara khol diya aur mujh par shirak k fatway laganay shuru kar diyay,
pata nahi ye log siraf apnay aap ko he kioun musalman samajhtay hain?
Ma yehi guzarish karun ga k ye mufti hazraat Nabi-e-Pak(S.A.W) k baray main to faislay kartay phirtay hain k unkay pass falan ilam ha aur falan nahi,magar apnay baray main nahi batatay k unkay pass aisa konsa ilam aa gaya ha k wo jis ke bina par dusron par shirak k fatway laga detay hain,apnay greban main b to jhankna chahyay,
TM jitna in mufti hazraat ka ha utna he meray jaisay aam amusalmano ka ha aur hum aam musalmano ko b jeenay ka haq diya jaae,warna hum b ye forum chhornay par majboor ho jaen ge....[DOUBLEPOST=1352956303][/DOUBLEPOST]@Don , @RedRose64 , @hoorain , @~Bahaar~ , @Chiller , @masoom_se_chahat , @Silent Soul , @Zee Leo , @Hans_Mukh , @Atif-adi ,[DOUBLEPOST=1352956644][/DOUBLEPOST]@loveisnotlife24 , @S_ChiragH , @*Muslim* , @~Unknown , @Naughty Cat , @Detective , @marib , @zoonia , @Rubi @Qawareer ,[DOUBLEPOST=1352956766][/DOUBLEPOST]@F-iceage , @cutepoison , @anoush , @cute bhoot , @waqas naseer ,