Tujhay ishq ho khuda
koi usko tujh say juda karay
teray hont hasna bhool jaye
tere ankh num raha karay
to uski baatain kiya karay
to uski baatain suna karay
to us ko dekh kar ruka karay
wo tujhay dekh kar chala karay
tujhay hijar ki asi chari lagay
to milan ki her pal duwa karay
to tarpay uske ishq main
wo tujhay bhoolnay ki duwa karay
tuhay ishq ho phir yaqeen ho
to usay tasbeehon main parha karay
main kaho k ishq to dhong hey
to nhi nhi kaha karay
teray samnay tera gher jalay
tera bas chalay na bhuja sakay
teray mou say yahi dua niklay
na gher kisi ka jala karay
koi usko tujh say juda karay
teray hont hasna bhool jaye
tere ankh num raha karay
to uski baatain kiya karay
to uski baatain suna karay
to us ko dekh kar ruka karay
wo tujhay dekh kar chala karay
tujhay hijar ki asi chari lagay
to milan ki her pal duwa karay
to tarpay uske ishq main
wo tujhay bhoolnay ki duwa karay
tuhay ishq ho phir yaqeen ho
to usay tasbeehon main parha karay
main kaho k ishq to dhong hey
to nhi nhi kaha karay
teray samnay tera gher jalay
tera bas chalay na bhuja sakay
teray mou say yahi dua niklay
na gher kisi ka jala karay