chupke chupke raat din aansoo bahaana yaad hai,
humko ab tak aashiqui ka woh zamana yaad hai
khench lena woh parde ka kona daffatan,
aur dhupatte se tera woh munhh chupana yaad hai
dopaher ki dhoop mein mere bulaane ke liye,
woh tera kothe pe nange paaon aana yaad hai...